Humnashi aage bahut door abhi jana hain
Ishq ke noor se in raho ko chamkana hain
Har jaro ko kuchalte hue in kadmo se
Lakh purusho aur hawao se gujar jana hain
Humnashi aage bahut door abhi jana hain
Ishq ke noor se in raho ko chamkana hain
Har jaro ko kuchalte hue in kadmo se
Lakh purusho aur hawao se gujar jana hain
Humnashi aage
Ishq nahi kuch dharti ki say
Ishq hain allah ka parma
Ishq to jism mein chupi hui ruh
Ishq mein ilahi ki hai shan
Ishq nahi kuch dharti ki say
Ishq hain allah ka parma
Ishq to jism mein chupi hui ruh
Ishq mein ilahi ki hai shan
Bas mein nahi hain dil ka aana
Khel nahi hain ishq ki lag
Mithi mithi jalan jo dede
Ishq wo dahakti aag
Bas mein nahi hain dil ka aana
Khel nahi hain ishq ki lag
Mithi mithi jalan jo dede
Ishq wo dahakti aag
Humnashi aage bahut door abhi jana hain
Ishq ke noor se in raho ko chamkana hain
Har jaro ko kuchalte hue in kadmo se
Lakh purusho or hawao se gujar jana hain
Humnashi aage
Sach hi hain ke ishq hainn andha
Iska teer agar lag jaye
Jahar ye bharde har rag rag mein
Jiwan bhar phir ye tadpaye
Hosh khoya maine to
Ek hosh bhi hain pa liya
Maine dil mein teri hi
Taswir ko saja liya
Dil jawa hain rut jawa haih
Har tamanna bhi jawa
Maine baho mein
Ek hasin chand chupa liya
Hosh khoya maine to
Ek hosh bhi hain pa liya
Maine dil mein teri hi
Taswir ko saja liya
Dil jawa hain rut jawa hain
Har tamanna bhi jawa
Palko ki chilman mein chand chupa liya
Humnashi aage bahut door abhi jana hain
Ishq ke noor se in raho ko chamkana hain
Har jaro ko kuchalte hue in kadmo se
Lakh purusho or hawao se gujar jana hain
Humnashi aage.