mune ko mai to savaru sajaugi
mathe pe kajal ka tika lagaugi
mune ko mai to savaru sajaugi
mathe pe kajal ka tika lagaugi
jiyo mere ladle tujhko najar na lage
mune ko mai to savaru sajaugi
mathe pe kajal ka tika lagaugi
jiyo mere ladle tujhko najar na lage
jiyo mere ladle tujhko najar na lage
likhe padega tu ye meri duaa hai
ghodi chadega tu ye meri duaa hai
likhe padega tu ye meri duaa hai
ghodi chadega tu ye meri duaa hai
naam karega mera jag me kanhya
aage badega tu ye meri duaa hai
chanda ki raho me diye jalalugi
sacha jo rasta hai tujhko dikhaugi
jiyo mere ladle tujhko najar na lage
jiyo mere ladle tujhko najar na lage
mere jivan ka lla tu hi sahara
tukada jigar ka mera raj dulara
mere jivan ka lla tu hi sahara
tukada jigar ka mera raj dulara
itni umar ho teri jitne hai tare
dono jahan me koi tujhsa na pyara
raju ko ek din mai dulha banaugi
pariyao ke jaisi mai dulhan le aaugi
jiyo mere ladle tujhko najar na lage
jiyo mere ladle tujhko najar na lage
chanda se aage mere chanda tu jaye
nile gagan se jake tu laut aaye
chanda se aage mere chanda tu jaye
mile gagan se joki tu lot aaye
apne watan ka bane tu bhi sipaiya
har koi chahe tujhe dil se lagaye
tujhko jamane me jina sikhaugi
meri jo aasha hai vo bhi mai paugi
jiyo mere ladle tujhko najar na lage
jiyo mere ladle tujhko najar na lage