one two three four o haseena haseena o haseena haseena
o haseena kya teri taarif karu
mai tujhe kis naam se aawaj du
kya kahu tu hi bata khubsurat tere sa
nahi koi naam nahi koi naam nahi koi naam
aap log sab mere sath gayenge
haan gayenge toh phir gayei
hey hey ho ho hey hey ho ho ho ho ho ho ho
o haseena kya teri tarif karu mai tujhe kis naam se aawaj du

kya kahu tu hi bata khubsurat tere sa nahi koi naam nahi ho ho

chand kya cheej hai aur kya phul hai
bas tere panv ki khank hai dhul hai
ye teri tirachhi najar katl bhi kar de agar toh ye iljam nahi ho
o haseena kya teri tarif karu mai tujhe kis naam se aawaj du
kya kahu tu hi bata khubsurat tere sa nahi koi naam nahi ho ho
dur se dekhake bas nasha ho gaya
paas tu aa gayi dil kahin kho gaya
mai sharabi toh nahi par tere jaisa kahin dekha koi jaam nahi ho
o haseena kya teri tarif karu mai tujhe kis naam se aawaj du
kya kahu tu hi bata khubsurat tere sa nahi koi naam nahi ho ho
ek tum hi nahi aur bhi hai haseen
dil hai toh dilbaro ki kami kuch nahi
tum laakhon me ek ho mehfil me har ek ko
karte hum salam nahi ho ho ho o haseena kya teri tarif karu
mai tujhe kis naam se aawaj du mai tujhe kis naam se aawaj du