Kiran kiran mein shokhiyan
Lehar lehar mein mastiya
Kiran kiran mein shokhiyan
Lehar lehar mein mastiya
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Roshni hi roshni hai
In hansi fijo mein
Jhumti hai panchhiyo ki
Doliya hawao mein
Aasma pe badlo ke tairne
Ka ye shama
Aasma pe badlo ke tairne
Ka ye shama
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Rah ke mere pas bhi tu
Mujhse ajnabi rahi
Mujhko teri aarzu thi
Aye bahare zindagi
Fasla hai kaha aaj
Tere mere darmiya
Fasla hai kaha aaj
Tere mere darmiya
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Har ek gul mehak utha
Har ek shey badal gayi
Mere khawab meri dhadkano
Ki ley badal gayi
Mere dil ki rah mein
Simat ke aa gaya jaha
Mere dil ki rah mein
Simat ke aa gaya jaha
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Kis tarha batau main
Kis tarha batau main
Jhum jhum gau main
Jhum jhum gau main
Jhum jhum gau main
Jhum jhum gau main.