chupke chupke chupke hum palko
me kitni sadiyo se rahte hai
aa dub ke dekhe nile se sagar
me kaise bahte hai
aa jana dub ke dekhenge
aankho ki jhile chhoti hai
inme chhupna aur lukna kya
jab chadti dhup me jalna hai
to pal bhar chhav me rukna kya
chupke chupke chupke hum palko
me kitni sadiyo se rahte hai
jo socha hai wo jhuth nahi
mahsus kiya jo pas nahi
hum ruh ki aag me jalte hai
ye jism ka jhuta taap nahi
na kaid ujale hote hai
na khushbu band ho pati hai
kya bandh saka hai koi hawa
jo sans hai aati jati hai
chupke chupke chupke hum palko
me kitni sadiyo se rahte hai
aa dub ke dekhe nile se sagar
me kaise bahte hai
aa jana dub ke dekhenge