dil ai dil baharo se mil sitaro se aankhe mila
ye saman ye rangin saman mausam bhi hai pyar ka
yahi hai mere tere kwabo ki duniya

bahut pas thi pyar ki manjile
magar rasta bhul jate the ham
agar dil ki najaro se tum dekhte
khade samane muskurate the ham
dil ai dil baharo se mil sitaro se aankhe mila
ye saman ye rangin saman mausam bhi hai pyar ka
yahi hai mere tere kwabo ki duniya
yahi hai mere tere kwabo ki duniya
dil ai dil baharo se mil sitaro se aankhe mila
ye saman ye rangin saman mausam bhi hai pyar ka
achanak khayalo me aakar mere
tumhi meri ninde churate rahe
tumhe ham ne dil me bulaya to tha
magar tum hi daman bachate rahe
dil ai dil baharo se mil sitaro se aankhe mila
ye saman ye rangin saman mausam bhi hai pyar ka
yahi hai mere tere kwabo ki duniya
yahi hai mere tere kwabo ki duniya
dil ai dil baharo se mil sitaro se aankhe mila
ye saman ye rangin saman mausam bhi hai pyar ka
mohbbat ka ye git gate huye
ham iss rah me aaj kho jayenge
jamana ye abb chahe jo bhi kare
liya jisne dil uske ho jayenge