Welcome Entertainment Lover’s

Jeete Hain Yahan Lyrics | Escape From Taliban

Lyricist :
Music Director : Ashok Khemka , Vanraj Bhatia
Singer : Sneha Pant
                        
                        Jeete hain yahan
Jeete hain yahan
Log magar log magar
Phir bhi yaha
Phir bhi yaha
Zindagi tham si gayi
Zindagi tham si gayi
Jannat si thi yeh zameen
Jannat si thi yeh zameen
Ek jahanum ban gayi
Jeete hain yahan
Jeete hain yahan
Log magar log magar
Phir bhi yaha
Phir bhi yaha
Zindagi tham si gayi
Zindagi tham si gayi

Barbadi hain charo taraf
Chhaya hua matam sa hain
Aazadi bhi ab quid hain

Har jaan pe ek sitam sa hain
Tapata hua sehra yaha
Jalta hua har dil bhi hain
Tuta yakin lekin kabhi
Ummid ki kiran bhi hain
Kabhi to khushi ki aayegi
Wo subaha
Gham ki raat yeh keh ke gayi
Jeete hain yahan
Jeete hain yahan
Log magar log magar
Phir bhi yaha
Phir bhi yaha
Zindagi tham si gayi
Zindagi tham si gayi
Jannat si thi yeh zameen
Jannat si thi yeh zameen
Ek jahanum ban gayi
Jeete hain yahan
Jeete hain yahan
Log magar log magar

Ab ghyan ki sama jale
Badne bhi do ab hosle
Aurat ho tum todo magar
Ab julm ke yeh silsile
Aawaz do khud ko zara
Insaaf ki devi bano
Tumko bhi to rab ne racha
Anyay ko tum kyu saho
Jeet ka parcham leke utho tum

Har ki gadiya beet gayi
Jannat si thi yeh zameen
Jannat si thi yeh zameen
Ek jahanum ban gayi.