Zulmi sawariya ne
Hanske mara
Teer nigaahon ka
Kaske mara
Main to kehti hi reh gayee
Haaye haaye haaye mera dil
Main to kehti hi reh gayee
Haaye haaye haaye haaye haaye dil
Zulmi sawariya ne
Hanske mara
Teer nigaahon ka
Kaske mara
Main to kehti hi reh gayee
Haaye haaye haaye mera dil
Kal shaam panghat pe
Chhod gayeen sakhiyaan
Chhod gayeen sakhiyaan
Kal shaam panghat pe
Chhod gayeen sakhiyaan
Itne mein bairi se
Chaar huyeen ankhiyaan
Itne mein bairi se
Chaar huyeen ankhiyaan
Ghabraake bhaagi to
Chhalke gagriya
Gaagar samhaali to
Dhalke chhunariya
Main to kehti hi reh gayee
Haaye haaye haaye mera dil
Main to kehti hi reh gayee
Haaye haaye haaye haaye haaye dil
Zulmi sawariya ne
Hanske mara
Teer nigaahon ka
Kaske mara
Main to kehti hi reh gayee
Haaye haaye haaye mera dil
Natkhat ne rokaa mujhe
Raahon mein aake
Raahon mein aake
Natkhat ne rokaa mujhe
Raahon mein aake
Phir bolaa
Kahaan chali
Mukhda chhupaake
Phir bolaa
Kahaan chali
Mukhdaa chhupaake
Sunn gori kabse hoon
Tera deewaana
Par aaj mushkil hai
Nazrein bachaana
Main to kehti hi reh gayee
Haaye haaye haaye mera dil
Main to kehti hi reh gayee
Haaye haaye haaye haaye haaye dil
Zulmi sawariya ne
Hanske mara
Teer nigaahon ka
Kaske mara
Main to kehti hi reh gayee
Haaye haaye haaye mera dil