Paglaayi paglaayi duniya ye logon ko
Padhti hai akhbaaron ki hi tarah
Dekhein woh jismon se aage bhi thoda sa
Baaton ke piche bhi jhanke zara
Jo hai chhupa jo na padha
Kitna kuch hai aisa likha
Nazron mein jo aaya nahi
Duniya walo ko na dikha
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere mere jaisa koi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Chamkile kaagaz si
Mushkaanein hain inn honton pe
Beimaani sanwar hum
Jaise ho inn chonton pe
Sach mein kabhi haans na sake
Ghul ke ro bhi paate nahi
Kya rog hai hum kyun bhala
Jo hai woh ho jate nahi
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere mere jaisa koi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Sapno se tu zinda
Sapno se hi main zinda hun
Jhoothi si duniya ki
Parwah humne karni hi kyoon
Kuch khaash hai, kuch khoob hai
Tujhme tujhko hai yeh khabar
Ek dosti sach se kareeb
Dooja saathi tera sabar
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere mere jaisa koi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon (x2)