Hum to tere aashiq hain sadiyon purane
Hum to tere aashiq hain sadiyon purane
Chahe tu mane, chahe na mane
Chahe tu mane, chahe na mane
Hum bhi zamane se hain tere deewane
Hum bhi zamane se hain tere deewane
Chahe tu mane, chahe na mane
Chahe tu mane, chahe na mane
Aayi hain yun pyar pe jawaniyan
Armaan dil mein hai
Dil mushkil mein hai jaan-e-tamanna
Tere isi pyar ki kahaniyan
Har mehfil mein hai
Sabke dil mein hai jaan-e-tamanna
Chhedte hain sab mujhko apne begane
Chhedte hain sab mujhko apne begane
Chahe tu mane, chahe na mane
Chahe tu mane, chahe na mane
Hum to tere aashiq hain sadiyon purane
Chahe tu mane, chahe na mane
Chahe tu mane, chahe na mane
Socho mohabbat mein kabhi hath se
Daman chhute to, do dil ruthe to
To phir kya ho
Aisa na ho kaah kabhi pyar mein
Vaade tute to, do dil ruthe to
To phir kya ho
Hum to chale aaye sanam tujhko manane
Hum to chale aaye sanam tujhko manane
Chahe tu mane, chahe na mane
Chahe tu mane, chahe na mane
Hum bhi zamane se hain tere deewane
Chahe tu mane, chahe na mane
Chahe tu mane, chahe na mane
Mast nigahon se is dil ko
Mast banaye ja aur pilaye ja
Pyar ke sagar
Dil pe bade shauk se sitamgar
Thes lagaye ja, teer chalaye ja
Yaad rahe par
Teer kabhi ban jaate hain khud nishane
Teer kabhi ban jaate hain khud nishane
Chahe tu mane, chahe na mane
Chahe tu mane, chahe na mane
Hum to tere aashiq hain sadiyon purane
Hum bhi zamane se hain tere deewane
Chahe tu mane, chahe na mane
Chahe tu mane, chahe na mane.