paav me jhanjhar jhanjahr me ghunghru
ghunghru me nag me chham chham ke
teri jhanjhar ke sadke jaan jani
oye oye oye oye oye
hatho me kangana kangana me nag hain
nag jaise moti shabnam ke
tere kangana ke sadke jaan jani
oye oye oye oye oye
paav me jhanjhar
sanwar ke ban ke cahle
akad ke tan ke chale
sanwar ke ban ke cahle
akad ke tan ke chale
jo bas chale to har jigar laga le tujhko gale
ho balkhati chaale
chaalo me bijli
bijli me jane lakho ke
teri chaalo ke sadke jaan jani
oye oye oye oye oye
paav me jhanjhar
kali ki aankh khule jo man me rang ghule
kali ki aankh khule jo man me rang ghule
kuch aise tu hanse ke jhilmila ke deep jale ho
resham ko ghunghat ghunghat me chanda
chanda pe tara bindiya ka
teri bindiya ke sadke jaan jani
oye oye oye oye oye
hatho me kangana
ye julf ghani ghani ye bhave tani tani
ye julf ghani ghani ye bhave tani tani
agar nazar mili to samjho ja pe aan bani ho
julfo me gajra gajre me kaliyan
kaliyan kunwari sapno ki
tere julfo ke sadke jaan jani
oye oye oye oye oye
paav me jhanjhar jhanjahr me ghunghru
ghunghru me nag me chham chham ke
teri jhanjhar ke sadke jaan jani
oye oye oye oye oye
hatho me kangana kangana me nag hain
nag jaise moti shabnam ke
tere kangana ke sadke jaan jani
oye oye oye oye oye
paav me jhanjhar.