life yeh mausambi si
dekho taazi taazi hai
thodi hansi jo isme ghuli
to meethi ho jaati hai
hu din phir gujarte hain
aise maje main
jaise subah sunday ki ho
aur roz roz aati hai
aisi masti main buni, hai kahani ye bani
sunti hai isko agar, to sitiyaan hawa bajati hai
hu dhoop ke faware mein, shaam dhund lete hai
gum ke kisse phursat yahan, bus khusi samete hai
hu chote chote lamho se, jebbo ko bharte hai
hai phikr ki chadar nahi, chain hi lapete hai
hu aisi masti main buni, hai kahani ye bani
sunti hai isko agar, to sitiyaan hawa bajati hai
hu hu zindagi gujar rahi
hu hu dekho kya ye keh rahi
hu hu chaar din ki baat hai
hu hu jile pal jo saath hai
in palon hi main buni, hai kahani ye bani
sunti hai isko agar, to sitiyaan hawa bajati hai