ranginiya ranginiya
ranginiya hai, madhoshiya hai
aisa nakaab hai mera, mera naam kya hai
behte chale aao, kahi jaa ke thahre
pehchan kaun hai meri, mera naam kya hai
chehro pe chehre sabne hai pehne
mujhpe sawal kyun uthe, hai iljam kya
chehro pe chehre sabne hai pehne
mujhpe sawal kyun uthe, hai iljam kya
raaste manzile laapta hai
gumshuda gumshuda sab yaha hai
hey yeah mera ghar kaha hai
aawargi se hi raha mera wasta
ranginiya ranginiya ranginiya
jhuth hi duniya ka sach bada hai
jo aaj hai kya pata kal kaha hai
pal pal badalti duniya me rehte
tum hi mujhe kaho bhala mera sach hai kya
ranginiya ranginiya ranginiya