Dhuaan dhuaan
Si hai zindagi
Dhundhla sa hai
Khwaab kahin
Kho gayi jaane
Kahaan woh khushi
Dikhti nahi hai roshni
Kaise din the aur
Kaisi thi woh raatein
Jab karte the hum
Sapno se hi baatein
Gum ho gayi hai woh hasi
Hmm hmm hm
Hmm hmm hm
Ho na kinara haan
Na sahara haan
Jaane kahaan
Main jaa raha
Chalte chalte hey
Raah par kyun
Ruk si gayi hai zindagi
Dhuaan dhuaan
Si hai zindagi
Dhundhla sa hai
Khwaab kahin
Kho gayi jaane
Kahaan woh khushi
Dikhti nahi hai roshni
Yaari ka aisa asar tha
Na koi fikra na darr tha
Zinda dili se jeete the hum
Ab waqt hum se khafa hai
Jeene ki ab na wajah hai
Yeh kaisa toofan aa gaya
Chup chup ke
Rone main laga
Dhuaan dhuaan
Si hai zindagi
Dhundhla sa hai
Khwaab kahin
Kho gayi jaane
Kahaan woh khushi
Dikhti nahi hai roshni.