Maine dekha tha, maine dekha tha
Sapnon mein ik chandrahar
Aaj balam ne pehana diya
Ho mujhe ulafat ka gehana diya
Maine dekha tha
Sapnon mein ik chandrahar
Aaj balam ne pehana diya
Ho mujhe ulafat ka gehana diya
Bandhi bandhi nadiya bhi bahane lagi
Ghadi ghadi lahara ke kahane lagi
Bandhi bandhi nadiya bhi bahane lagi
Ghadi ghadi lahara ke kahane lagi
Main toh sagar se jakar milungi abhi
Main toh sagar se jakar milungi abhi
Aaj mujako mili hai nayi jindagi
Maine dekha tha, maine dekha tha
Sapnon mein ik chandrahar
Aaj balam ne pehana diya
Ho mujhe ulafat ka gehana diya
Dhire dhire chhede hawa bhi seetar
Chham chham nachu to nache bahar
Dhire dhire chhede hawa bhi seetar
Chham chham nachu to nache bahar
Aaj dharti naya geet gaane lagi
Aaj dharti naya geet gaane lagi
Meri takdeer bhi muskurane lagi
Maine dekha tha, maine dekha tha
Sapnon mein ik chandrahar
Aaj balam ne pehana diya
Ho mujhe ulafat ka gehana diya
Khoyi khoyi jau main jane kaha
Mila mujhe sab kuchh mile do jaha
Khoyi khoyi jau main jane kaha
Mila mujhe sab kuchh mile do jaha
Aaj meri khushi ki toh sima nahi
Aaj meri khushi ki toh sima nahi
Ho na jaau kahi pyaar me bawari
Maine dekha tha, maine dekha tha
Sapnon mein ik chandrahar
Aaj balam ne pehana diya
Ho mujhe ulafat ka gehana diya
Maine dekha tha
Sapnon mein ik chandrahar
Aaj balam ne pehana diya
Ho mujhe ulafat ka gehana diya.