chak dhum chak dhum bam chik bam
chak dhum chak dhum bam chik bam
chak dhum chak dhum bam chik bam
chak dhum chak dhum bam bam bam
hum galiyo ke aaware beghar beghar banjare
hum galiyo ke aaware beghar beghar banjare
mana hai gardish mei apne sitare
badlegi kabhi takdir kahi
badlegi kabhi takdir kahi
aayenge hamare din pyare
hum galiyo ke aaware beghar beghar banjare
chak dhum chak dhum bam chik bam
chak dhum chak dhum bam bam bam
ho mahlo mei duniya ki daulat hai sari
han daulat hai sari
hamko to pyari hai galiya hamari
ha galiya hamari
chhote hai par dil ke bade hai
har mushkil se has ke lade hai
chhote hai par dil ke bade hai
har mushkil se has ke lade hai
par na kabhi himmat hare hum galiyo ke aaware
hum galiyo ke aaware beghar beghar banjare
mana hai gardish mei apne sitare
ho phulo ka ghar hoga taro ka aangan
han taro ka aangan
ho phulo ka ghar hoga taro ka aangan
aangan me barsega khushiyo ka sawan
han khushiyo ka sawan
bin daali ke phul hai to kya
are in raho ki dhul hai to kya
bin daali ke phul hai to kya
are in raho ki dhul hai to kya
ek din chu lenge tare hum galiyo ke aaware
hum galiyo ke aaware beghar beghar banjare
mana hai gardish mei apne sitare
badlegi kabhi takdir kahi
badlegi kabhi takdir kahi aayenge hamare din pyare
hum galiyo ke aaware beghar beghar banjare
chak dhum chak dhum bam chik bam
chak dhum chak dhum bam bam bam
chak dhum chak dhum bam chik bam
chak dhum chak dhum bam bam bam
chak dhum chak dhum bam chik bam
chak dhum chak dhum bam bam bam.