aa aa aa, aa aa
o ho ho, ho ho
machalti hui, hawa me chham chham
humare sang sang chale gangaa ki lahre
machalti hui, hawa me chham chham
humare sang sang chale gangaa ki lahre
o, zamane se kaho, akele nahi hum
humare sang sang chale gangaa ki lahre
zamane se kaho, akele nahi hum
humare sang sang chale gangaa ki lahre
hariyali si, chha jati hai
chhanv me in ke aanchal ki
hariyali si, chha jati hai
chhanv me in ke aanchal ki
sar ko jhuka ke, naam lo inka
ye to hai shakti nirbal ki
himalay ne bhi chume hai in ke kadam
machalti hui, hawa me chham chham
humare sang sang chale gangaa ki lahre
zamane se kaho, akele nahi hum
humare sang sang chale gangaa ki lahre
sukh me duba, tan man us ka
aaya jo in ke aangan me
sukh me duba, tan man us ka
aaya jo in ke aangan me
pyar ka pahla, darpan dekha
duniya ne in ke darshan me
ke yu hi nahi khate hum in ki kasam
zamane se kaho, akele nahi hum
humare sang sang chale gangaa ki lahre
machalti hui, hawa me chham chham
humare sang sang chale gangaa ki lahre
sath diya hai, in lahro ne
jab sab ne munh pher liya
sath diya hai, in lahro ne
jab sab ne munh pher liya
aur kabhi jab, gam ki jalti
dhup ne hum ko gher liya
to in ke hi kadmo me jhuk gaye hum
machalti hui, hawa me chham chham
humare sang sang chale gangaa ki lahre
zamane se kaho, akele nahi hum
humare sang sang chale gangaa ki lahre