Bhagwan ko pal bhar tu
Insan bana hota
Bhagwan jo pal bhar tu
Insan bana hota
Aye maa aye maa
Aye maa tere kadmo me
Bhagwan jhuka hota
Aye maa tere kadmo me
Bhagwan jhuka hota
Kahte hai tujhe uncha
Kahte hai tujhe uncha
Kuran bhi geeta bhi
Karte hai teri pooja
Shri ram bhi sita bhi
Shri ram bhi sita bhi
Hoti na tu fir to
Duniya me kya hota
Aye maa aye maa
Aye maa tere kadmo me
Bhagwan jhuka hota
Fir kaun tujhe roke
Fir kaun tujhe roke
Jab aan pe ban jaye
Tu apne kaleje ko
Khud khun me nahlaye
Khud khun me nahlaye
Jo kam kiya tune
Wo honi se kya hota
Aye maa aye maa
Aye maa tere kadmo me
Bhagwan jhuka hota
Aulad se bhi badh kar
Aulad se bhi badh kar
Hai tujhko vachan apna
Khud apne hi hatho se
Fuka hai chaman apna
Ab lash pe bete ke
Aasu to gira hota
Aye maa tere kadmo me
Bhagwan jhuka hota
Aye maa tere kadmo me
Bhagwan jhuka hota.