Chunari dhar ke kinare
Gori nadiya nahaye
Chunari dhar ke kinare
Gori nadiya nahaye
O nadiya nahaye
Sasuri nadiya nahaye
O nadiya nahaye
Mora jiya lalchaye
Aisa beshram hai mowa
Isko shram na aaye
Aisa beshram hai mowa
Isko shram na aaye
Bhige tera badan hasina
Aaye mujhko idhar pasina
O ek baat kah du jani mai
Kaho kaho na
Dhub maro thande pani me
Kya hai gori
Nazar balati lo bhi lo bhi
Kahe kahe kiye jaye
Aisa beshram hai mowa
Isko shram na aaye
Aisa beshram hai mowa
Isko shram na aaye
Aajati hogi sakhiya
Kar degi teri durgatiya
Bhag ja bhag ja bhag ja
Dhar dhar ab to mach gayi dhum me
Kahe rey kahe
Machhali mandhak tujhko chume
Arey jalta hai mova
Haye tere roop se
Pani me bhi aag lag jaye
Tere roop se
Pani me bhi aag lag jaye
Chunari dhar ke kinare
Gori nadiya nahaye
Chhoado chunar lo ye dhoti
Rah lunga mai bandh langoti
Arey bandh langoti lagega tu
Kaisa kaisa bandar jaise
Ban gaye sadhu
Dadhi kaha hai
Teri nachati julafe bana dugi
Dadhi mai bana
Aisa beshram hai mowa
Isko shram na aaye
Sharam na aaye sasur ko
Sharam na aaye
Sharam na aaye sasur ko
Sharam na aaye
Chunari dhar ke kinare
Gori nadiya nahaye
Chunari dhar ke kinare
Gori nadiya nahaye.