mastana nigaho ke diwane hazaro hai
mastana nigaho ke diwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
is ishk ki duniya me hamne to yahi dekha
hamne to yahi dekha
is ishk ki duniya me hamne to yahi dekha
hamne to yahi dekha
hoshiyar bahut kam hai diwane hazaro hai
hoshiyar bahut kam hai diwane hazaro hai
mastana nigaho ke diwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
na aag kabhi dekhi na uthte dhua dekha
na uthte dhua dekha
na aag kabhi dekhi na uthte dhua dekha
na uthte dhua dekha
dil jalne ke ulfat me afsane hazaro hai
dil jalne ke ulfat me afsane hazaro hai
mastana nigaho ke diwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
sab marne ko kahte hai koi bhi nahi marta
koi bhi nahi marta
sab marne ko kahte hai koi bhi nahi marta
koi bhi nahi marta
kahne ko mohabbat ke diwane hazaro hai
kahne ko mohabbat ke diwane hazaro hai
mastana nigaho ke diwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai