sun mujhse ke duniya ki khushi tere liye
ye duniya hasin banke basi tere liye
tere hi liye aati hai gulshan mein bahare
khilte huye phulo mein hansi tere liye
do roj ka jina hai jee jee ke jiye ja
do roj ka jina hai jee jee ke jiye ja
ummido ka sagar hai bhar bhar ke piye ja
ummido ka sagar hai bhar bhar ke piye ja
bhul ja bhul ja bhul ja
bhul ja afsana ye duniya pane ka
armano ki lahro pe
sangeet jamane ka
in maujo mein tu khoja
aur mauj liye ja liye ja
do roj ka jina hai jee jee ke jiye ja
do roj ka jina hai jee jee ke jiye ja
ye ishk tmasha hai aur husn tamashai
hai dono hi deewane hai dono hi saudai
tu dono ki marji ko pahlu mein liye ja
jiye ja jiye ja jiye ja
do roj ka jina hai jee jee ke jiye ja
do roj ka jina hai jee jee ke jiye ja
jiye ja jiye ja jiye ja
do roj ka jina hai jee jee ke jiye ja