Khat mein likha hain ab ke baras
Wo sawan le kar aayenge
Khat mein likha hain ab ke baras
Wo sawan le kar aayenge
Sawan le kar aayenge
Barsegi kuch aise bijuriya
Barsegi kuch aise bijuriya
Aag se aag bujayenge
Khat mein likha hain ab ke baras
Wo sawan le kar aayenge
Sawan le kar aayenge
Aahat se dhadkan banke kuch
Aise khwaab dikhayengi
Madhur milan ki maheki bagiya
Indra dhanush ban jayengi
Rang udake nagamein lekar aisa
Rang udayenge
Barsegi kuch aise bijuriya
Barsegi kuch aise bijuriya
Aag se aag bujayenge
Khat mein likha hain ab ke baras
Wo sawan le kar aayenge
Sawan le kar aayenge
Meinre bina kaati hogi
Kaise tanha kaali raate
Raat raat bhar unse puchhungi
Main wo saari baate
Baahe bhar bhar ke wo mujhko
Apna haal sunayenge
Barsegi kuch aise bijuriya
Barsegi kuch aise bijuriya
Aag se aag bujayenge
Khat mein likha hain ab ke baras
Wo sawan le kar aayenge
Sawan le kar aayenge
Zulfo ki ghan ghor ghataye
Chhedege malhar naya
Deepak banke bethi biraha
To denge hum pyar naya
Behki huyi is rut rab
Jaane kya kuch samajhayenge
Barsegi kuch aise bijuriya
Barsegi kuch aise bijuriya
Aag se aag bujayenge
Khat mein likha hain ab ke baras
Wo sawan le kar aayenge
Sawan le kar aayenge
Sawan le kar aayenge.