jadu hai yeh hai sapna
Kuchh mil gaya hai apne
Ehsas yeh naya hai
Is me bhi maja hai
Khota hai yeh khara hai
Kuchh bhi nahi chhupa hai
Chhaya junun kaise
Duniya lage ajuba
Gayab hoke sab dikhta
Hai mai jahan bhi rahu
Koyi naa mujhko dekhe
Mai sabko dekhu
Gayab hoke sab dikhta
Hai mai jahan bhi rahu
Koyi naa mujhko dekhe
Mai jahan bhi rahu
Koyi naa mujhko dekhe
Mai sabko dekhu
Jadu hai ya sapna kuchh
Mil gaya hai apna
Chhaya junun kaise
Duniya lage ajuba
Thoda thoda dard
Bhi sahna hai pada
Rutha rutha har
Koyi apna tha mera
Aaj baho mai aasman bhi hai
Ek sathi naa ho
Toh kuchh bhi nahi
Woh bhi mil jaye
Dil jise chahe
Pyar se ho jayegi
Zindagi hasin
Har hal me yeh hoga
Woh mere pas hoga
Chhaya junun kaisa
Duniya lage ajuba
Gayab hoke sab dikhta
Hai mai jahan bhi rahu
Koyi naa mujhko dekhe
Mai sab ko dekhu
Darna jhukna naa
Raha pehle jaise
Aage mai hu mere
Pichhe hai rasta
Aaj har baji mare hatho me
Mujhpe huwa hai
Mera khuda meharban
Kuchh bhi kar jau
Mai jidhar bhi jau
Hu bhi nahi bhi hu
Mai yahan se wahan
Khidki hai ya jharoka
Kisne hawa ko roka
Chhaya junun kaisa
Duniya lage ajuba
Gayab hoke sab dikhta
Hai mai jahan bhi rahu
Koyi naa mujhko dekhe
Mai sabko dekhu
Gayab hoke sab dikhta
Hai mai jahan bhi rahu
Koyi naa mujhko dekhe
Mai sabko dekhu.