Aaiye Padhariye Lyrics | Geet Gaya Patharon Ne

                        
                        aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye
shiv or parvati ki shadi are jaise har ladke ki shadi
jaise har ladki ki shadi jaise har ladki ki shadi
aayi bat samjh me ayi
aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye

dekho ab kailash ke upar shiv or parvati baithe hai
ankhe pyar bhare do pyale jinko tarse dunia vale
ayi bat samjh me ayi
lekin ab yaha niche dekho shiv ke yaha bhagat ravan ko
jisne apne shish uthaya unche parvat ke asan ko
unche parvat ke asan ko, ayi bat samjh me ayi
aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye

dekho rup ye parvati ka dusra nam hai jiska durga
jag ka kasth liya pal bhar me rity ko nasth kiya pal bhar me
aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye

par durga ka khof dekh kar badhe shant karne ko shankar
lage lubhane nartak bankar, ayi bat samjh me ayi
aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye
balak dekho idhar kya hai shivji ka ye rup naya hai
or khopdi palke bhari samjha purush jo dekhi nari
lakh haso par ye mat bhulo 
shiv ne apni hi shakti ko jab nari rup me dhala
tum purusho ne hosh sambhala, ayi bat samjh me ayi
aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye aaiye padhariye