Welcome Entertainment Lover’s

Aaj Udta Hua Ek Panchhi Zindagi Ki Bhar Me Aaya Lyrics | Gehra Daag

Lyricist : Shakeel Badayuni
Music Director : O P Ralhan , Ravi
Singer : Mohammed Rafi
                        
                        aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya
aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya
fir nayi mastiya sath le kar, najaro me sath le kar aaya
aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya

aaj duniya jawaa ho gayi hai, jindgi meharba ho gayi hai
aaj duniya jawaa ho gayi hai, jindgi mehraba ho gayi hai
ye baharo teri kahani
ab meri dasta ho gayi hai
ab meri dasta ho gayi hai, mil gayi ab mujhe meri manzil
mai hasi yadgaro me aaya, mai hasi yadgaro me aaya
aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya

aa gaya fir suhana savera, mit gaya shame ghum ka andhera
aa gaya fir suhana savera, mit gaya shame ghum ka andhera
gungunane lagi hai ye bahare
fir hawao ne nagama bakhera
fir hawao ne nagama bakhera, saaj fir chid gaye jindgi ke
rang fir dil ke taro me aaya
rang fir dil ke taro me aaya
aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya

aaj ki bekhudi ka batau, nagama ye jindgi ka sunau
aaj ki bekhudi ka batau, nagama ye jindgi ka sunau
ye bahare ye gulake ye kaliya
inse apni khushi kya chupau
inse apni khushi kya chupau, jo mera raaj dil dal ke hai
mai unhe rajdaro me aaya, mai unhe rajdaro me aaya
aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya.