Chand se toot kar
Chand ka tukda
Utara hai zamee par
Roshan huye laakho diye
Kismat ka taara
Utara hai yahi par
Muskurahat se tere
Ye nahare khil uthi
Jaise aasman se
Ye zameen mil gayi
Ye zameen mil gayi
Chand se toot kar
Chand ka tukda
Utara hai zamee par
Mithi si pyari se
Halki si dhundhali si
Dil mein ye tasveer thi
Dekha jo sapno mein
Aaya wo apno mein
Ye meri taqdeer thi
Ye meri taqdeer thi
Chand se toot kar
Chand ka tukda
Utara hai zamee par
Chandan sa chhota
Sa palna tera
Hasna girna
Sambhal na tera
Chandan sa chhota
Sa palna tera
Hasna girna
Sambhal na tera
Bachapan tera ho
Khushiyo bhara
Chand se toot kar
Chand ka tukda
Utara hai zamee par
Roshan huye laakho diye
Kismat ka taara
Utara hai yahi par.