dil tujhe dhundhta hai raho me puchta hai kaha hai tu

juda tujhse hua to tuta khud se
khafa jaise mera saya hai mujhse

aankho me hai ye barise, bheegi hai sari khwaishe
meri yado ke jahan me tu, meri bato me zuban me hai tu

tere bin ye aadhi adhuri si sanso ka mai kya karu
rato se rutha chand bhi, din me bhi kam hai roshni
leke aaja in ujalo ko tu, pura karde in sawalo ko tu