Parde Me Hu Sharab Ki Lyrics | Ghunghat

Lyricist :
Music Director : Shivlal Ratnakar ,
Singer : Dilraj Kaur , Suresh Wadkar
                        
                        parde me hu sharab ki
parde me hu sharab ki, botal me band hu
parde me hu sharab ki, botal me band hu
parde me hu sharab ki
parde me hu sharab ki, botal me band hu
parde me hu sharab ki, botal me band hu
dhire se kholiye agar aa
dhire se kholiye agar itani pasand hu
parde me hu sharab ki, botal me band hu
parde me hu sharab ki

o o o aa aa aa
gar ho sharab tum, to aisa karo jatan
gam se nijaat pa saku, dil ki bujhe agan
ankhiyo se yun pila ke nasha
ankhiyo se yun pila ke nasha, umar bhar rahe
ankhiyo se yun pila ke nasha, umar bhar rahe
ankhiyo se yun pila ke nasha
ankhiyo se yun pila ke nasha, umar bhar rahe
ankhiyo se yun pila ke nasha, umar bhar rahe
main chhod du sharab jo tu hamsafar rahe
main chhod du sharab jo tu hamsafar rahe
ankhiyo se yun pila ke nasha

ho jaye maikade agar khali to gam nahi
ho jaye maikade agar khali to gam nahi
ho jaye maikade agar khali to gam nahi
maikash ke vaste ye khula tera dar rahe
maikash ke vaste ye khula tera dar rahe
ankhiyo se yun pila ke nasha

kah de to tere naam se main likh du zindagi
kah de to tere naam se main likh du zindagi
kah de to tere naam se main likh du zindagi
bas meharbaan teri sharabi najar rahe
bas meharbaan teri sharabi najar rahe
ankhiyo se yun pila ke nasha

do pal ka ye sahara sahara nahi sanam
do pal ka ye sahara sahara nahi sanam
do pal ka ye sahara sahara nahi sanam
apsana kya wo pyar ka j mukhtsar rahe
apsana kya wo pyar ka j mukhtsar rahe
ankhiyo se yun pila ke nasha

sabke naseeb me yaha aa behayaat thi
sabke naseeb me yaha aa behayaat thi
sabke naseeb me yaha aa behayaat thi
jo mere hath aaya fakat wo zehar rahe
jo mere hath aaya fakat wo zehar rahe
ankhiyo se yun pila ke nasha