kahu kya tumse apni dasta tere dil me jo dard hai
kahde jane ja kahu kya tumse apni dasta
tere dil me jo dard hai kahde jane ja
kuch din pahle mai geet gulshan me jaise gane pe khilta tha gulfa
mai masti me yu lahrati firti baho me jaise matwali bulbul
fir kya hua us gul ka us matwali bulbul ka
kahu kya tumse apni dasta tere dil me jo dard hai
kahde jane ja
ek din gulshan me ek sayyad aaya lekar wo nikla mujhe basti me
rang mera beka mere nagme beke luta jo bhi tha meri hasti me
kisne luta tera pyar wo bhi na bachega yar
kahu kya tumse apni dasta tere dil me jo dard hai
kahde jane ja
mere jiwan ka sara ras lekar jalim ne feka kyu raho me
kuchli firti hu masli firti hu iske hatho me uski baho me
na ro or na ho udas tera mai hu aa mere pas.