Bhigi bhigi hain yeh hawayein
Phir bhi jale kyun mera tan
Tan yeh mann ki bat na mane
Dil ki sune na yeh dhadkan
Bhigi bhigi hain yeh hawayein
Phir bhi jale kyun mera tan
Tan yeh mann ki bat na mane
Dil ki sune na yeh dhadkan
Dhadkan me shor dil pe na jor
Tufan sa hain ek dono aur
Mujhe khich rahi anjani dor
Bas teri aur bas teri aur
Dhadkan me shor dil pe na jor
Tufan sa hain ek dono aur
Mujhe khich rahi anjani dor
Bas teri aur dilbar
Bhini bhini khushbu tumhari
Jab chhuti hain mera badan
Pyas hajaro uth jati hain
Kya mai batau yeh tadpan
Sawan ke pass barish ke pass
Kabhi jau mai sagar ke pass
Sagar se bhi bujhati naa pyas
Yeh kaisi pyas yeh kaisi pyas
Sawan ke pass barish ke pass
Kabhi jau mai sagar ke pass
Sagar se bhi bujhati na pyas
Yeh kaisi pyas dilbar
Dhima dhima chand huwa hain
Chupne lagi badli me kiran
Yeh lamhe kuchh bol rahe hain
Aa usame ham dono sajan
Bechainiya betabiya
Phir aur kyon khamoshiya
Yeh ishq ki sarhoshiya
Madhoshiya madhoshiya
Bechainiya betabiya
Phir aur kyon khamoshiya
Yeh ishq ki sarhoshiya
Madhoshiya madhoshiya.