ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar

pancho ungli ghi me jam ke chalega karobar

rukh badla aur rangat badli ho gaye vare nyare

raat ko suraj niklega aur din ko dikhenge tare
daulat ke mahlo me lagega daulat ke mahlo me lagega
husn ka ye darbaar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
kaal kothari jel khana kya chauki kya thana

kisi ke bas me nahi hai ab to kaid mujhe kar pana
dhamkayega are dhamkayega kar du andar kahe ka thanedar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
nachungi mai aaj pahan ke payal jhumar jhumka

hil jayegi sari duniya marungi vo thumka
bijli banke dilo pe mai bijli banke dilo pe mai
gir jaungi dildaar