Haan, udi-udi-udi
Haan, udi-udi-udi
Main udi bagal mein chand leke
Main taaron ke dukaan leke
Main rokne, na tokne
Khud hi mein khud ko jhokne
Lahar, lahar wahin jidhar saath hoke bekhabar
Main beh rahi hoon aaj jaane kyun
Main udi bagal mein chand leke
Main taaron ke dukaan leke
Li dil jameen dhundhli wahin
Jahan hawayein gunguni nahi
Ki joor aazmati bijliyan
Bhi gaalo pe karengi gudgudi
Latt jeene ki badi lag jaaye
Haatho mein koi chadi lag jaaye
Tu rang badal le titliyan
Udd chali ki machliyan
Andheriyan ulanghti
Main kal ko kal pe tangti
Chal rahi hoon aaj jaane kyun-uu-uu-uu
Main udi bagal mein chand leke
Main taaron ke dukaan leke, main
Main khwaab ki hatheli pe sawaar hoon
Main khushmizaziyon ki bhi shikaar hoon
Main khwaab ki hatheli pe sawaar hoon
Main khushmizaziyon ki bhi shikaar hoon
Kisi ki aajkal main sunti hoon kahan
Udashiyon ke ghar main ginti hoon kaha
Main udi-udi-udi-udi
Main udi-udi-udi-udi,
Main, main, main.