dekho radha humaari gori chanda ki jo chakori
kishan tera kaala kishan tera kaala
kishan tera kaala hai, kishan tera kaala hai
jagat ka ujala, jagat ka ujala
jagat ka ujala hai
radha ke mukh poonm muskaaye
tere kishan par amaawas chhayi
ja ri tu roop ka bhed kya jaane
shyaam ghata bin bijali na bhayi
ho jab teri sakhi ka mukh pyara
nainva me kala kajarwa kyu dala
kajarwa kyu dala, kajarwa kyu dala
ja re tu chorta tu hai ghighna lambi teri choti
he ja re gorati tu hai moti akal bhi teri moti
tu kya jaane lule langde ye makkhan ki maya hai
are tabhi matkiya phod phod kar humne bhi makkhan khaya hai
ho kaahe phul rahi ho man me
kabhi to darpan me roop dekha bhala hai
roop dekha bhala, roop dekha bhala, roop dekha bhala hai
hai jab rang kala to kala hi dil hai
kishan ka kala hi dil hai
haay aaj bhi tere gaalo pe kala hi til hai
o gori kala hi til hai
rang andhere ka humko nahi suhaaye
puchho koyal se duja rang naa bhaaye
dekh kanhaiyya ki aankhe rashili
radha tumhaari pad gayi pili
pili nahi ye keshar ka rang hai
tere akal ki keel hai dhili
karo is kaale rang ki pooja chadhe naa rang duja
ye rang jaadu wala hai, ye rang jaadu wala hai
ye rang jaadu wala hai, ye rang jaadu wala hai
o ye rang jaadu wala hai
kanhaiyya tera kala hai
mana kanha humara kala hai sabse nirala
jagat ka ujala hai, jagat ka ujala
jagat ka ujala, jagat ka ujala hai