Bindraaban Me Kabhi Na Aana Lyrics | Gramophone Singer

Lyricist : Zia Sarhadi
Music Director : Sagar , Anil Biswas
Singer : , Bibbo
                        
                        bindraaban me kabhi na aana
bindraaban me kabhi na aana
gauve charane murali bajaane
gauve charane murali bajaane
ban me dhoom machane aa
ban me dhoom machane aa
sakhiyaan jaan chuki hai ye to
sakhiyaan jaan chuki hai ye to
aate ho neend churane
aate ho neend churane
bindraaban me kabhi na aana
bindraaban me kabhi na aana

bindraaban me kabhi na aaye
bindraaban me kabhi na aaye
gauve charaye na murali bajaye
gauve charaye na murali bajaye
dekho samjho waha nahi tum
waha nahi tum jaha nahi hum
dekho samjho waha nahi tum
waha nahi tum jaha nahi hum
koi nahi hai hamara hamara
koi nahi hai hamara hamara
bindraaban me kabhi na aaye
bindraaban me kabhi na aaye