Jag Me Ram Naam Hi Sahara Lyrics | Gramophone Singer

Lyricist : Zia Sarhadi
Music Director : Sagar , Anil Biswas
Singer :
                        
                        jag me ram naam hi sahara
jag me ram naam hi sahara
bhai bandhu kutumb kabila
bhai bandhu kutumb kabila
chod diya hai kinara
chod diya hai kinara
raam naam hi sahara
jag me ram naam hi sahara

bhai kahta veer hamara
maa kahti aankho ka tara
bhai kahta veer hamara
maa kahti aankho ka tara
darte chod chale sab mujhko
jab maine hath pasara
jab maine hath pasara
raam naam hi sahara
jag me ram naam hi sahara
bhai bandhu kutumb kabila
bhai bandhu kutumb kabila

chod diya hai kinara
chod diya hai kinara
raam naam hi sahara
jag me ram naam hi sahara
bhai kahta veer hamara
maa kahti aankho ka tara
bhai kahta veer hamara
maa kahti aankho ka tara
darte chod chale sab mujhko
jab maine hath pasara
jab maine hath pasara
raam naam hi sahara
jag me ram naam hi sahara