gyan dhyan ki jyot bujhe to man chaye andkar
dharam ko jisne karam se paala jit liya sansar
duniya wale duniya sari kar le apne naam re
mere to radhe shayam re, mere to radhe shayam re

jai jai nandlala, jai gopala, jai ghanshyam, jai ghanshyam
dukh me yaad kare sab tujhko sukh me yaad na aaye
bure samay fir tere daware aaye shish jukhaye
tu fir bhi aaye kaam re
tu fir bhi aaye kaam re mere to radhe shayam re
duniya wale duniya sari kar le apne naam re
mere to radhe shayam re, mere to radhe shayam re
jai jai nandlala, jai gopala, jai ghanshyam, jai ghanshyam
main kya hun iss jag sagar me jaise ho ek tinka
giridhar tu unka rakhwala koi nahi hai jinka
jag data tero naam re
jag data tero naam re mere to radhe shayam re
duniya wale duniya sari kar le apne naam re
mere to radhe shayam re, mere to radhe shayam re
jai jai nandlala, jai gopala, jai ghanshyam, jai ghanshyam
koi tujhe mane na mane tu to sabko mane
tere pyar ko man ka anda kya jane, pahchane
de nain inhe ghanshayam re
de nain inhe ghanshayam re mere to radhe shayam re
duniya wale duniya sari kar le apne naam re
mere do radhe shayam, radhe shayam, radhe shayam re
mere to radhe shayam re
jai jai nandlala, jai gopala, jai ghanshyam, jai ghanshyam
jag dunde vigyan me tujhko dekhe koi tamasha
murkh budhiman bane hai gyan de inko data
nadaan ki ungali tham re
nadaan ki ungali tham re mere to radhe shayam re
duniya wale duniya sari kar le apne naam re
mere to radhe shayam re
jai jai nandlala, jai gopala, jai ghanshyam, jai ghanshyam
mere to radhe shayam re, jai jai nandlala, jai gopala