Fati Achkan Ke Dhaagon Pe Latke Budhau
Oh Fati Achkan Ke Dhaagon Pe Latke Budhau
Saansein Atki Hai Phir Bhi Dekho Na Sudhre Budhau
Khatke Jamaane Ki Aankhon Mein
Uljhe Ghatri Ki Gaanthon Mein
Gali Gali Nukkad Pe Bazaron Mein
Ser Sapaata Kare,,
Fati Achkan Ke Dhaagon Pe Latke Budhau
Saansein Atki Hai Phir Bhi Dekho Na Sudhre Budhau
Khali Thali Mein Gaali Gaali Parose
Baaton Mein Dunaali
Khali Thali Mein Gaali Gaali Parose
Baaton Mein Dunaali
Athhanni Rupaya Ka Kamaye Niwala
Nakhre Bemishali
Kamriya Lachakati Najriya Matkati
Aur Matke Budhau..
Fati Achkan Ke Dhaagon Pe Latke Budhau
Saansein Atki Hai Phir Bhi Dekho Na Sudhre Budhau
Aa..Aa…
Khud Na Soye Neendon Ko Sulaaye Chale
Ye To Khwaabon Ko Odhe Bichhaye Chale
Chhupa Dadhi Mein Tinka Ghoome
Oh Dekho Gh Oh Dekho Adiyal Budhau
Fati Achkan Ke Dhaagon Ko Bun Le Budhau
Are Bun Le Budhau…Budhau..Budhau..Re..
O…Budhau.