pal bhar me gayi tut wo
tadbir ke dhage
tadbir ke pal chalte hai
takdir ke aage
ro de jo koi dekhe
tasvir garibo ki
ban ban ke bigadti hai
takdir garibo ki ho takdir garibo ki
dukh dard ki aandhi me
jalta hai deeya apna
jalta hai deeya apna
jhuthi hai har ek aasha
jhutha hai har ek sapna
jhutha hai har ek sapna
yu thokre khati hai takdir garibo ki
ban ban ke bigadti hai
takdir garibo ki ho takdir garibo ki
insan bhi insa ka
humdard nahi hota
humdard nahi hota
dil rakhte hai sine me
par dard nahi hota
par dard nahi hota
ae duniya bata kya hai
takdir garibo ki
ban ban ke bigadti hai
takdir garibo ki ho takdir garibo ki