jhuthi hai kahani teri
jhuthi hai teri shaan
jhuthi hai kahani teri
jhuthi hai teri shaan
tu kar hi nahi sakta hai
mushkil kabhi aasaan
mushkil kabhi aasaan
tu kar hi nahi sakta hai
mushkil kabhi aasaan
mushkil kabhi aasaan
har haal me humne to
subah shaam pukara
rahmaan kaha tujhko
kabhi raam pukara
rahmaan kaha tujhko
kabhi raam pukara
fir bhi tu humara nahi
o nirday bhagwaan
jhuthi hai kahani teri
jhuthi hai teri shaan
tu kar hi nahi sakta hai
mushkil kabhi aasaan
mushkil kabhi aasaan
majbur se asko pe taras tujhko na aaya
aahon pe garibo ki agar raham na khaya
aahon pe garibo ki agar raham na khaya
ghabra ke musibat se cheekh uthenge insaan
jhuthi hai kahani teri
jhuthi hai teri shaan
tu kar hi nahi sakta hai
mushkil kabhi aasaan
mushkil kabhi aasaan
barsaati rahi aag agar gham par ghataye
yun hi jo sulagti rahi jiwan ki chitaaye
do roj me ho jaayegi duniya teri shamshaan, bhagwaan
jhuthi hai kahani teri
jhuthi hai teri shaan
tu kar hi nahi sakta hai
mushkil kabhi aasaan
mushkil kabhi aasaan