shukriya shukriya shukriya mere piya
jitne soye khwab the sabko jaga diya
shukriya shukriya shukriya mere piya
jitne soye khwab the sabko jaga diya
jage sapne jage arman jagi hai dhadkan
kaisi duniya kya zamana tod har bandhan
jage sapne jage arman jagi hai dhadkan
kaisi duniya kya zamana tod har bandhan
shukriya shukriya shukriya mere piya
jitne soye khwab the sabko jaga diya
kya kahu kya maine tumse milke paya hai
tum jo aaye zindagi me rang aaya hai
kya kahu kya maine tumse milke paya hai
tum jo aaye zindagi me rang aaya hai
aao tumko le chalu mai dil ki raho me
aaj hamko manjilo ne khud bulaya hai
shukriya shukriya shukriya mere piya
jitne soye khwab the sabko jaga diya
barkha badal choli aanchal phul aur khushbu
ham bhi yu hi sath me hai janle yeh tu
shukriya shukriya shukriya mere piya
jitne soye khwab the sabko jaga diya
mere dil kaa hal kya hai kya kahu tumse
pyar itna pake mere hosh hai goom se
mere dil kaa hal kya hai kya kahu tumse
pyar itna pake mere hosh hai goom se
zindagi bhar pyar meraa kam nahi hoga
mang lo tum jan bhi toh gham nahi hoga
shukriya shukriya shukriya mere piya
jitne soye khwab the sabko jaga diya
dharati ambar dariya sagar geet aur sargam
mauj sahil rasta manzil sath hai yun ham
shukriya shukriya shukriya mere piya
jitne soye khwab the sabko jaga diya
shukriya shukriya shukriya mere piya
jitne soye khwab the sabko jaga diya