koi aah kare koi vah kare
dunia ka yahi afsana hai
koi aah kare koi vah kare
dunia ka yahi afsana hai
jisko ham apna samjhe the
wo aaj hua begana hai
koi aah kare koi vah kare
dunia ka yahi afsana hai
takdir buri jab hoti hai
saya bhi juda ho jata hai
takdir buri jab hoti hai
saya bhi juda ho jata hai
saya bhi juda ho jata hai
jiski tufan me kashti ho
ab uska kaun thikana hai
koi aah kare koi vah kare
dunia ka yahi afsana hai
jis pyar ke gulshan ko hamne
apne aasu se sicha tha
jis pyar ke gulshan ko hamne
apne aasu se sicha tha
apne aasu se sicha tha
haye pyar wahi apna na hua
kitna bedard jamana hai
koi aah kare koi vah kare
dunia ka yahi afsana hai