Hum jiye ya mare haye haye
Hum kya kare
Hum jiye ya mare haye
Hum kya kare
Hum jiye ya mare haye
Hum kya kare
Kya kare kya kare kya kare
Haye hum kya kare haye
Hum kya kare
Haye hum kya kare haye
Hum kya kare
Khil rahi chandani
Mast hai kamini
Roop hai rang hai ang
Mein ang hai
Roop hai rang hai ang
Mein ang hai
Mat laga tu agan jal
Raha hai badan
Kab talak yu hi aahe bhare
Hum jiye ya mare haye
Hum kya kare
Hum jiye ya mare haye
Hum kya kare
Phool jhadi hai umar jal
Rahe hai nazar
Har nazar tej hai has
Rahi sej hai
Har nazar tej hai has
Rahi sej hai
Tumne ghayal kiya
Dekh lungi piya
Hum gunaho se kahe dare
Hum jiye ya mare haye
Hum kya kare
Hum jiye ya mare haye
Hum kya kare
Zindagi dharm hai punya
Hi karm hai
Zindagi dharm hai punya
Hi karm hai
Are chal hat
Zindagi prem hai prem
Hi marm hai
Zindagi prem hai prem
Hi marm hai
Pyar tan se pyar man se karo
Iska matlab hai kya
Zindagi se bharo
Wasna ki tarah aankh
Kholo jara
Wasna ki tarah aankh
Kholo jara
Tum bhi ho sun pari
Haske bolo jara
Tum bhi ho sun pari
Haske bolo jara
Do dino ke liye rup
Hai rang hai
Do dino ke liye rup
Hai rang hai
Is liye bhog lo wohi
Aanand hai
Is liye bhog lo wohi
Aanand hai
Tum samjhti ho kya
Zindagi aish hai
Aish ho ya na ho kya
Wo updes hai
Satya hai zindagi jhuth
Hai wasna
Satya hai zindagi jhuth
Hai wasna
Wasna ke bina jhuth
Hai sadhna
Wasna ke bina jhuth
Hai sadhna
Bhog mein tyag hai
Tyag ananad hai
Dur dekhega kya jo
Nazar band hai
Rup hai do ghadi pyar
Hai sarwada
Ek hai jhil to ek hai narmada
Roshni ke liye deep
Ban kar jalo
Megh ban kar chalo mom
Bankar galo
Zindagi tyag hai ya ke
Wyapar hai
Jo ke khudgarz hai
Uska dhikkar hai
Uska dhikkar hai
Uska dhikkar hai
Kaise duniya ka dukh hare
Hum jiye ya mare haye
Hum kya kare
Hum jiye ya mare haye
Hum kya kare
Hum jiye ya mare haye
Hum kya kare.