Parwano ki rah me diwano ki chaha me
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Mera bas yahi kam hai
Parwano ki rah me diwano ki chaha me
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Mera bas yahi kam hai
Lakh kahu mai dilwalo idhar na ana
Pas se gujro to daman bacha ke jana
Lakh kahu mai dilwalo idhar na ana
Pas se gujro to daman bacha ke jana
Mai mithi sapan hu machalti agan hu
Nahi hai ye din sham hai
Parwano ki rah me diwano ki chaha me
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Mera bas yahi kam hai
Sham se hi meri dunia badlati jaye
Armano ki ye basti machalti jaye
Sham se hi meri dunia badlati jaye
Armano ki ye basti machalti jaye
Achanak uthu mai firakne lagu mai
Ye har din ka anjam hai
Parwano ki rah me diwano ki chaha me
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Mera bas yahi kam hai
Rat me jab bhi tha mujhko to jalte dekha
Mahfil ka har rang maine badlata dekha
Rat me jab bhi tha mujhko to jalte dekha
Mahfil ka har rang maine badlata dekha
Sahar muskurayi to awaz ayi
Ke bas yahi akhiri jam hai
Parwano ki rah me diwano ki chaha me
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Mera bas yahi kam hai.