hum hai, tum ho
chaandani raat hai
aise mein hum kya kare
aise mein hum kya kare
aise mein hum kya kare
ye bhi koyi sochne ki baat hai
ye bhi koyi sochne ki baat hai
hum hai, tum ho
aaja na aaja tu aaja aa hosh mein
dil mera behka behka na main hosh mein
aaja na aaja tu aaja aa hosh mein
dil mera behka behka na main hosh mein
jara jara masti hai, jara jara bechaini
jara jara paagal hai sama
khule khule kesu hai, khayaal bekaabu hai
dil mein armaan hai jawa
aise mein hum kya kare
aise mein hum kya kare
aise mein hum kya kare
ye bhi koyi sochne ki baat hai
ye bhi koyi sochne ki baat hai
hum hai, tum ho
dabi hai garmi narmi saanso ke darmiyaan
sahi na jaaye ab to aahon ki garmiyaan
dabi hai garmi narmi saanso ke darmiyaan
sahi na jaaye ab to aahon ki garmiyaan
suhaana sa mausam hai
bada hasi aalam hai
mohabbato ki bikhari shabnam
ho tere liye paagal man
kahe pareshaan dhadkan
sahi na jaayi duri sanam
aise mein hum kya kare
aise mein hum kya kare
aise mein hum kya kare
ye bhi koyi sochne ki baat hai
ye bhi koyi sochne ki baat hai
hum hai, tum ho
chaandani raat hai
aise mein hum kya kare
aise mein hum kya kare
aise mein hum kya kare
ye bhi koyi sochne ki baat hai
ye bhi koyi sochne ki baat hai.