Aasma ki khair
Mana mitane wale
O mitane wale
Ab apni maut par na
Tere jaha ko pada
Diljalo se kam nahi
Tere jaha ko pada
Diljalo se kam nahi
Jala ke khak na kar du
To ishq nam nahi
Tere jaha ko
Kaisa ye kanun ko dil ke
Khun se likha jaye
Jalim hai dastur
Teri duniya ka haye haye
Kaisa ye kanun ko dil ke
Khun se likha jaye
Nikli hu main aaj sulagi
Chingari banke
Kahde koi aaj na
Mujhse daman ko uljhaye
Ho aag hu mai jiska
Koi payam nahi
Jala ke khak na kar du
To ishq nam nahi
Tere jaha ko
Ulfat ka na kam
Teri duniya mein
Thokar khaye
Jalta hai gum se
Dile deewana haye haye
Ulfat ka na kam
Teri duniya mein
Thokar khaye
Chamke dil ke dag
Dhadkati hai baho ki aag
Teri duniya aaj mere
Saye se bachke jaye
Tu gum ka shoka main
Koi chirage sham nahi
Ulfat ka na kam
Teri duniya mein
Thokar khaye
Tere jaha ko pada
Diljalo se kam nahi
Jala ke khak na kar du
To ishq naam nahi
Tere jaha ko.