O girdhari ho mere shyam
O girdhari banwari
Mere shyam
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare
Kuch aur nahi bas dhyan tera
Kuch aur nahi bas dhyan tera
Hume tere dwar pe laya hai
Wo khali hath nahi lauta
Wo khali hath nahi lauta
Jo saran tumhari aaya hai
Kuch aur nahi bas dhyan tera
Hai madhur muraliya
Hotho pe mere shyam
Hai madhur muraliya hotho pe
Mathe pe mukat ki chhaya hai
Ho bansi wale girdhari
Hume tera mukut man bhaya hai
Kuch aur nahi bas dhyan tera
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare
Tere charno mein jag wale
Behrupiye ban kar aate hai
Yeh andar se hai chor magar
Bahar sadhu kehlate hai
Sach to hai yahi ke chori ne
Har dil pe dere dale hai
Mein chor yaha yeh chor yaha
Aur chor sabhi jag wale hai
Tu bhi to chor hai gopala
Tu bhi to chor hai gopala
Makhan tune bhi churaya hai
Wo khali hath nahi lauta
Wo khali hath nahi lauta
Jo saran tumhari aaya hai
Kuch aur nahi bas dhyan tera
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare
Ho jaye beda paar mera
Jo bich mein yeh sansar na ho
Jo khel rachaya hai meine
Iss khel mein meri haar na ho
Tera darshan wo payega
Jo banke sudama aayega
Hai aaj janam din ghirdhar ka
Ab kans nahi bach payega
Hai chaaro taraf ho banwari
Hai chaaro taraf ho banwari
Tune kaisa jal bichaya hai
Wo khali hath nahi lauta
Wo khali hath nahi lauta
Jo saran tumhari aaya hai
Kuch aur nahi bas dhyan tera
Hai madhur muraliya
Hotho pe mere shyam
Hai madhur muraliya hotho pe
Mathe pe mukat ki chhaya hai
Ho bansi wale girdhari
Hume tera mukut man bhaya hai
Kuch aur nahi bas dhyan tera
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare
Jai krishna hare jai krishna hare
Ghanshyam hare.