Tere haseen badan mein
Jo dil bhi haseen hota
Tere haseen badan mein
Jo dil bhi haseen hota
Phir koi tere muskabil
Duniya mein nahi hota
Tere haseen badan mein
Aankhe badi badi hai
Phir sangdil hai kaise
Phir sangdil hai kaise
Hai badan to phooljaisa
Hai badan to phool jaisa
Phir sangdil hai kaise
Komal kali ke jaisa jo
Dil bhi kahi hota
Phir koi tere muskabil
Duniya mein nahi hota
Tere haseen badan mein
Jo dil bhi haseen hota
Tere haseen badan mein
Sikha singar tumne
Tujhe pyar kyu na aaya
Tujhe pyar kyu na aaya
Inkar to hai aata
Inkar to hai aata
Ikrar kyu na aaya
Jaisa libas tera
Ehsass kahi hota
Phir koi tere mukabil
Duniya mein kahi hota
Tere haseen badan mein
Jo dil bhi haseen hota
Phir koi tere muskabil
Duniya mein nahi hota
Tere haseen badan mein.