O yun na lamha
Lamha meri yaad mein
Hoke tanha tanha
Mere baad mein
Naina ashq na ho
Maana kal se
Honge hum door
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho
Naina lauta aane
Waale saal jo
Meri wardi bole
Mera haal toh
Naina ashq na ho
Yeh samajhna main
Hoon majboor
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho
Beete huey lamhon ke
Taare ginunga main
Aake tujhe khwaabon
Mein tere milunga main
Jab kabhi halki
Halki barkha aaye
Jab kabhi dil bhi
Yun hi bhar sa jaaye
Jab kabhi halki
Halki barkha aaye
Uss pal jhonka ik
Banke aaunga main
Us pal zulfein palkein
Daaman chhu jaaunga main
O teri choodi nagmein
Gaaye jo mere
Teri palkon pe ho
Saaye jo mere
Naina ashq na ho
Aansu karte humein kamzor
Naina ashk na ho
Naina ashk na ho
Tere liye saansein aaye
Teri liye jaaye jaaye re jaaye re
Tere liye saansein aaye
Teri liye jaaye jaaye re jaaye re
Rabba
Rabba bairi se bichode
Jaane kisne banaye
Haaye re haaye re
Haaye re doori tadpaaye
Mere baad chaahe
Aaye yaad meri
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho
Ashq na ho ho ho ho
O likhi khat mein
Maine tujhe baat jo
Sona rakh ke
Takiye tale raat ko
Naina ashq na ho
Ye judaai bhi hai dastoor
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho
Naina lauta aane
Waale saal jo
Meri wardi bole
Mera haal to
Naina ashq na ho
Ye samjhna main
Hoon majboor
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho.