mere khwabon me khyaalo me chhupe
ek din meet mere
meri gali aap chale aayenge
tabhi to hogi baharo ki nazar
aayegi aisi lahar
aarju ke phul muskuraaynge
mere khwabon me khyaalo me
kiran ki bun rahi hai, jaal ye madhosh nazar
wo mere paas hain, duniya ki nahi mujhko khabar
kiran ki bun rahi hai, jaal ye madhosh nazar
wo mere paas hain, duniya ki nahi mujhko khabar
dur duniya se jamane se pare, chand taaron ke tale
ham bhi ek aashiyaan banayenge
mere khwabon me khyaalo me chhupe
ek din meet mere
meri gali aap chale aayenge
mere khwabon me khyaalo me
yakin hain mujhko mera, pyar na ruthega kabhi
saaz dil ka koi bhi, taar na tutega kabhi
yakin hain mujhko mera, pyar na ruthega kabhi
saaz dil ka koi bhi, taar na tutega kabhi
dil ke is taar ke jhankaar ke sang
badhte badhate ye kadam
manjilon pe khud hi chale jayenge
mere khwabon me khyaalo me chhupe
ek din meet mere
meri gali aap chale aayenge
mere khwabon me khyaalo me