Dil ye mera ho gaya deewana
Khushiyo ka mil gaya khajana
Sapne hamare mehke hai saare
Jab se mile hain hum
Jaane bahar ab to ye pyar
Hoga nahin kam
Dil ye mera ho gaya deewana
Khushiyo ka mil gaya khajana
Sapne hamare mehke hai saare
Jab se mile hain hum
Jaane bahar ab to ye pyar
Hoga nahin kam
Dil ye mera ho gaya deewana
Tum ho mere sang to
Nazaare muskuraye
Tum ho mere sang to
Sitare jagmagaye
Tum ho mere sang to
Nazaare muskuraye
Tum ho mere sang to
Sitare jagmagaye
Tum ho to rangin sara
Mujhko lage jahan
Tumko pakar iss dharti
Par jhume dil jawan
Dil ye mera ho gaya deewana
Khushiyo ka mil gaya khajana
Sapne hamare mehke hai saare
Jab se mile hain hum
Jaane bahar ab to ye pyar
Hoga nahin kam
Dil ye mera ho gaya deewana
Nanha munna koi
Iss ghar mein aayega
Tere liye mere liye
Khishiya layega
Nanha munna koi
Iss ghar mein aayega
Tere liye mere liye
Khishiya layega
Aisa hoga sundar ho
Aisa hoga pyara
Jaise hai wo chand gagan mein
Sab ka dulara
Dil ye mera ho gaya deewana
Khushiyo ka mil gaya khajana
Sapne hamare mehke hai saare
Jab se mile hai hum
Jaane bahar ab to ye pyar
Hoga nahin kam
Dil ye mera ho gaya deewana
Tumho meri zindagi
Tum jeene ka sahara
Aa kar tumko paa liya hain
Maine ti kinara
Tumho meri zindagi
Tum jeene ka sahara
Aa kar tumko paa liya hain
Maine ti kinara
Tum kya mile ke mil gaye hain
Mujhko do jahan
Lagta hain ye baaho mein
Hain ab to aasman
Dil yeh mera
Ho gaya deewana
Khushiyo ka mil gaya khajana
Sapne hamare mehke hai saare
Jab se mile hain hum
Jaane bahar ab to ye pyar
Hoga nahin kam
Dil yeh mera ho gaya deewana
Khushiyo ka mil gaya khajana
Sapne hamare mehke hai saare
Jab se mile hain hum
Jaane bahar ab to ye pyar
Hoga nahin kam.